I rate it 10 out of 10. Har Zulm portray the idea of patience and struggle, with the realization of current situations/circumstances in life.
In Sajjad's own words,"'Har Zulm' reflects every individual belonging to any nationality, cast or creed! A common voice from any soul! Thanks. It's for all of us."

Sahil pe kharay ho, tumhein kya ghum chalay jana.
Main doob raha hoon, abhi dooba tou nahi hoon.

Aey wada faramosh, main tujh sa tou nahi hun.
Har zulm tera yaad hai, bhoola tou nahi hoon.
Chup chaap sahi maslehatan waqt ke hathoun,
majboor sahi waqt se hara tou nahi hoon.
Aey wada faramoosh mein tujh sa tou nahi hoon.
Mustar kyun mujhe dekhta rehta hai zamana,
deewana sahi unn ka tamasha tou nahi hoon.